Kabhi Yaadon Mein Lyrics in English by Arijit Singh, Palak Muchhal
hmm hmm hmm
kabhi yaadon mein aao
kabhi khwabon mein aao
kabhi yaadon mein aao
kabhi khwabon mein aao
teri palko k saaye
mein aakar jhilmilaun
mein wo khusbu nahi jo
hawa mein kho jaaun
hawa bhi chal rahi hey
magar tu hi nahi hey
fija rangeen bani hai
kahani kehe rahi hey
mujhe jitna bhulao
mein utna yaad aaun
haa haa jo tum naa miltey
hota hi kya dhund laney ko
haa haa jo tum na miltey
hota hi kya dhund laney ko
jo tum na hotey
hota hi kya haar janey ko
meri amanat ho tum
meri mahobatt ho tum
tumhe kaise mein bhulaun
tu aashman mera jahan lahey mujhe
tu raasto ki manjiley lagey mujhe
tu hi meri chadani wo
raato ko jo halki si jaley
tu hi meri sham wo seher jo merey sang chaley
hawa bhi chal rahi hey
magar tu hi nahi hey
fija rangeen bani hai
kahani kehe rahi hey
mujhe jitna bhulao
mein utna yaad aaun
kabhi yaadon mein aao
kabhi khwabon mein aao
kabhi yaadon mein aao
kabhi khwabon mein aao
teri palko k saaye
mein aakar jhilmilaun
Kabhi Yaadon Mein (Full Video Song) Divya Khosla Kumar | Arijit Singh, Palak Muchhal
Found Any Mistake in Lyrics? Please Edit here with Correction! Edit Lyrics