Husn Lyrics in English by Anuv Jain: Anuv Jain, the talented Indian artist, has released a new song on YouTube titled “Husn.” This is his eleventh studio-recorded single, where he has written, sung, and composed the song himself. You can listen to “Husn” on all streaming platforms. The music production for the song is done by Angad Bahra from PUNA, while the recording, mixing, and mastering were handled by Angad Bahra at Uneven Studios. Dolby Mix for the song was done by Mukul Jain at Ferris Wheel Studios, and Harsimran Singh Bhatia contributed with acoustic guitars.
Aspect | Details |
---|---|
Song Title | Husn (Husn Lyrics) |
Artist | Anuv Jain |
Release Platform | YouTube |
Song Type | Studio Recorded Single |
Songwriter, Composer, Singer | Anuv Jain |
Music Production | Angad Bahra (PUNA) |
Recording, Mixing, Mastering | Angad Bahra (Uneven Studios) |
Dolby Mix | Mukul Jain (Ferris Wheel Studios) |
Acoustic Guitars | Harsimran Singh Bhatia |
Availability | All streaming platforms |
Husn Lyrics
Husn Anuv Jain Lyrics
dekho dekho kaisi batey yaha ki
hai saath par
hai saath na bhi
kya itni aaashan hai
dekho dekho jaise mere iradey
waise kahan tere yahaan the
haan kitni naadan mein
mero husn k ilawa kabhi dil bhi maang lo naa
haye pal mein main pighal jaaun haan
aab aisa naa karo dil jud naa paye wapas
teri baaton se bikhar jaaun haan
maana jamaana hai deewana
isliye tuney naa janaa
tere liye mein kaafi hun
dekho dekho yeh jamana se thak kar
aatey ho kyun masoom ban kar
tere liye mein kya hi hun
phir aatey kyun yahan karne aankho mein ho baarish
aab aaye toh theher jaao na
aur pucho na zaara mere din k baare mein bhi
baas itni mein sambhal jaun haan
haan ek din kabhi koi
jaab bhi padhey kahani teri
lagta mujhe mere naam ka
zikr kahi bhi hoga nahi
haan mein yahin
meri yeh aankho mein aankho mein toh dekho
dekho ye dil ka haal kya
ontho se hota na bayaan
meri yeh aankho mein aankho mein toh dekho
kaise nasib hai mera
milke bhi naa mujhe mila
meri yeh aankho mein aankho mein toh dekho
teri adhoori si wafa
maangu mein maangu aur na
meri ye aankho mein aankho mein toh dekho
dekho dekho kaisi khichi lakireen
chahey bhi dil toh bhi naa jitey
mein iss daaud mein nahin
dekho dekho kaisi baatein yahan ki
baatein yahi dekhu jaha bhi
mein iss daaur se nahi