Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Yun hi pahlu mein baithe raho
Aaj jane ki zid na karo
Haay mar jaayenge hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jane ki zid na karo
Tum hi socho zara kyun na rokein tumhein
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni kasam janejan
Baat itni meri maan lo
Aaj jane ki zid na karo
Waqt ki kaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yahi hain jo aazad hai
Inko kho kar kahi janejan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jane ki zid na karo
Kitna masoom rangeen hai ye sama
Husn aur ishq ki aaj bairaj hai
Kal ki kisko khabar janejan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Found Any Mistake in Lyrics? Please Edit here with Correction! Edit Lyrics
♫ Aaj Jane Ki Zid Na Karo
👤 Artist: Farida Khannum
✎ᝰ. Written By: Fayyaz Hashmi
📝 Lyrics Transcribed By: Pradip Shrestha